A Complete Journey Through Music
Song: Zubaan Khamosh Hoti Hai
Artiste(s): Kumar Sanu & Alka Yagnik
Lyricist: Rani Malik
Composer: Anu Malik
Album: Main Khiladi Tu Anari
(Zubaan khaamosh hoti hai
Nazar se kaam hota hai) (x2)
Isi, pal ka zamaane mein
Mohabbat naam hota hai
Dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa
(((Zubaan khaamosh hoti hai
Nazar se kaam hota hai))) (x2)
((Isi, pal ka zamaane mein
Mohabbat naam hota hai))
((Dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))
Yeh woh ehsaas hai jisko
Na lafzon ki zaroorat hai
Jisse paakar lage saara
Zamaana khoobsoorat hai
Zamaana khoobsoorat hai
Mohabbat naam hai jiska
Adaaon main dikhaayi de
Teri dhadkan ki har sargam
Main yeh mujhko sunaayi de
Haan yeh mujhko sunaayi de
(Mere honton pe jab tere
Labon ka jaam hota hai) (x2)
((Isi, pal ka zamaane mein
Mohabbat naam hota hai))
((Dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))
((Haan, dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))
Badal jaate hai sab aasaar
Jab yeh pyaar hota hai
Binaa bole hi chaahat ka
Haseen is haar hota hai
Haseen is haar hota hai
Khayaalon ki haseen waadi
Main jab tum gungunaati ho
Meri saanson ke dariya mein
Kayi toofaan laathi ho
Kayi toofaan laathi ho
(Bahut bechainiyon mein bhi
Bada aaraam hota hai) (x2)
((Isi, pal ka zamaane mein
Mohabbat naam hota hai))
((Dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))
(((Zubaan khaamosh hoti hai
Nazar se kaam hota hai))) (x2)
((Isi, pal ka zamaane mein
Mohabbat naam hota hai))
((Dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))
((Dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))
((Haan, dekho dekho dekho
Mujhe pyaar ho gaya
((Jaane kab kaise
Ikraar ho gayaa))