A Complete Journey Through Music
Song: Faraar
Artiste(s): Anu Malik
Lyricist: Anu Malik & Dibakar Banerjee
Composer: Anu Malik
Album: Sandeep Aur Pinky Faraar
Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire
(Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire)
(Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire)
Scene deke dekho
Acting kar jaavunga
Ek chance mil jaaye
Dance bhi dikhavunga
Ghar choda, ghar choda
Duniya se munh moda
Pahuncha mumbai leke guitar
Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..
Hero ban ne aayaa hoon
Hero banke jaavunga
(Hero ban ne aayaa hoon
Hero banke jaavunga)
Hoga mera bangla, meri car
((Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..))
((Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire))
Take it
Lagta bechaara chaara
Pyaar ka main maara maara
Aage kuvaan peeche khaayi hai
Main bhi anjaanaa naa naa
Tune pehchaana naa naa
Kaisi museebat ye aayi hai
Tootta tootta dil mera
Khota khota dil tera
Sikka mera chalega ek baar
((Hero ban ne aayaa hoon
Hero banke jaavunga
Hero ban ne aayaa hoon
Hero banke jaavunga))
Tu karega mujhse hi pyaar
((Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..))
((Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire))
Tootta aircity ka aaj bolbaala hai
Tu kaisi airconditioned madhubaala hai
Famous ho jaavunga shows humein milenge
London Paris America hum ghoomenge
Pocket main maal nahi
Jeb main par kanghi hai
Tere is dil main bas square foot ki tangi hai
Super duper hero ka mujhpe lagega thappa
Ego main jeethi hain tujhe lagega dhakka
Abhi se nazar meri uthaar
((Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..))
((Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire))
((Hero ban ne aayaa hoon
Hero banke jaavunga
Hero ban ne aayaa hoon
Hero banke jaavunga))
Tere dil ka main banoonga star
((Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..))
((Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andhar ki fire))
((Scene deke dekho
Acting kar jaavunga
Ek chance mil jaaye
Dance bhi dikhavunga))
((Ghar choda, ghar choda
Duniya se munh moda
Pahuncha mumbai leke guitar))
((Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..))
((Faraar.. faraar..
Faraar… faraar..))