A Complete Journey Through Music
Song: Mil Jate Hai Jo Pyar Mein
Artiste(s): Kumar Sanu & Alka Yagnik
Lyricist: Anand Bakshi
Composer: Anu Malik
Album: Aarzoo
Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin
(Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin)
Hum unhe bhool sakthe nahin
Wo humhe bhool sakthe nahin
((O..
Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin))
Kaun si chaandni raat main
Kyaa huva kis mulaaqaat mein
Yaad aathi hai jab bhi koi
Baath bas baat hi baat mein
Jaise rothe, hai dil toot ke
(Jaise rothe, hai dil toot ke)
Aise saawan, barasthe nahin
((O..
Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin))
Gham ki nazro pe, chaaya huva
Dard hasthe, nazaaron ka hai
Dil ke baahar hai, patjhad magar
Dil ne mausam, bahaaron ka hai
Unki yaadon, ke ye bhool tho
(Unki yaadon, ke ye bhool tho)
Toott kar bhi bhikharthe nahin
((O..
Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin))
Humko le jaayegi ab kahaa
Pyaar ki, ye gali kyaa patha
Bhool se ham, yahaa aa gaye
Waapas, ka nahin raasthaa
Isliye bach ke chalthe hai log
(Isliye bach ke chalthe hai log)
Is gali se guzarthe nahin
((O..
Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin))
Kis taraf kisko aawaaz de
Kaun jaane, kahaa reh gayaa
Raat gham ki guzarti gayi
Ye andhera, yahaan reh gayaa
Hum jahaan hai, wahaa aajkal
(Hum jahaan hai, wahaa aajkal)
Chaand sooraj, nikalthe nahin
((Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin))
Hum unhe bhool sakthe nahin
Wo humhe bhool sakthe nahin
((O..
Mil jaathe hai jo pyaar mein
Mar ke bhi wo bichadthe nahin))