Song: Sach Keh Raha Hai
Artiste(s): K.K.
Lyricist: Sameer
Composer: Harris Jayaraj
Album: Rehnaa Hai Terre Dil Mein
Sach keh raha hai deewaana
Dil, dil na kisi se lagaana
Sach keh raha hai deewaana
Dil, dil na kisi se lagaana
Jhoothe hain yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasme
Maine har lamhaa,
Jisse chaaha, jisse poojaa,
Usi ne yaaron mera dil
Thoda thoda, tanha tanha chodaa
((Sach keh raha hai deewaana
Dil, dil na kisi se lagaana))
((Jhoothe hain yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasme))
((Maine har lamhaa
Jisse chaaha, jisse poojaa,
Usi ne yaaron mera dil
Thoda thoda, tanha tanha chodaa))
Mausam mausam, tha suhaana bada
Mausam mausam, maine dekkha usse
Hua main paagal, bas pal bhar main
Aaa…
((Mausam mausam, tha suhaana bada
Mausam mausam, maine dekkha usse
Hua main paagal, bas pal bhar main))
Aake bai hain woh, mere mann main
Uski kami, hain ab jeevan main
Woh door hain meri nazron se
Kyoon usse main chaahoon
O…
((Sach keh raha hai deewaana
Dil, dil na kisi se lagaana))
((Jhoothe hain yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasme))
((Maine har lamhaa
Jisse chaaha, jisse poojaa,
Usi ne yaaron mera dil
Thoda thoda, tanha tanha chodaa))
Sundar sundar, woh haseena badi
Sundar sundar, main tho khone laga
Uske nashe main, bin piye behkaa
Aa..
(Sundar sundar, woh haseena badi
Sundar sundar, main tho khone laga
Uske nashe main, bin piye behkaa)
Ek din usse bhula doonga main
Uske nishaan, mitta doonga main
Chaahoonga naa, ain uss patthar ko
Jaa usse bathaa de
Lallayillaayillaalayilaila le
Lallayillaayillaalayilaila
Lallayillaayillaalayilaila le
Lallayillaayillaalayilaila
((Maine har lamhaa
Jisse chaaha, jisse poojaa,
Usi ne yaaron mera dil
Thoda thoda, tanha tanha chodaa))