Song: Aabaad Barbaad
Artiste(s): Arijit Singh
Lyricist: Sandeep Srivastava
Composer: Pritam Chakraborty
Album: Ludo
Yaa toh barbaad kar do
Yaa toh barbaad kar do
Yaa phir aabaad kar do
Yaa toh barbaad kar do
Yaa phir aabaad kar do
Woh galat tha, yeh sahi hai
Jhoot yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Labpe akar jo ruke hain
Dhaayi woh harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Yaa toh barbaad kar do
Yaa phir aabaad kar do
Yaa toh barbaad kar do
Umm
Meetta sa, ye zeher main toh
Peetha rahoonga
Tu khuda, na sahi main toh
Sajde karoonga
Tum jo shiri, na huve keh
Humko phar haar kar do
((Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do))
((Mushkil aasaan kar do
Yaa toh barbaad kar do
Yaa phir aabaad kar do
Yaa toh barbaad kar do))
Khwaabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi zailaab thaa
Nagme banaathe phir saanson main
Dil apnaa fathak misraab thaa
Hmm
(Khwaabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi zailaab thaa
Nagme banaathe phir saanson main
Dil apnaa fathak misraab thaa)
Meri bejaan, hasraton ko
Kaabil-e-daar kar do
((Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do))
((Itna ehsaan kar do))
(Itna ehsaan kar do)
((Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do))
((Yaa toh barbaad kar do
Yaa phir aabaad kar do))