Song: Matlabi Yariyan
Artiste(s): Neha Kakkar
Lyricist: Kumaar
Composer: Vipin Patwa
Album: The Girl On The Train
Kyoon beech main yeh deewaarein hai
Badne lagi yeh daraarein hai
Hai wajaah, kuch wajaah
In dooriyon ke ishaare hai
Samandar main doobe kinaare hai
Har jagaah, har jagaah
Soye nazar main hu
Sau dard jaage
Bikharti gayi main
Jod jod dhaage
Haariyaan…
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan
Haariyaan..
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan
Yaariyaan..
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan
Ishq main thi kitni khaamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan
Haa…
(Ishq main thi kitni khaamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan)
Dil ke musaafir ne dekhi hai
Har pal nakhaamiyaan
Saare khwab toote
Aankhon ke aage
Bikharti gayi main
Jod jod dhaage
((Haariyaan…
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan))
((Haariyaan..
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan
Yaariyaan..
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan))
Joothi sajna ki yaari
Jootti thi woh daawedaari
Jhootti nikli dilon ki saude baaziiyaan
(Joothi sajna ki yaari
Jootti thi woh daawedaari
Jhootti nikli dilon ki saude baaziiyaan)
((Haariyaan…
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan))
Haa…
((Haariyaan…
Yaaraa matlabi thi, teri yaariyaan))