Song: Ay Bhai Zara Dekh Ke Chalo (The Never Seen It So Bad Mix)
Artiste(s): Instant Karma Feat. Kunal Ganjawala & Farhad Wadia
Lyricist: Gopal Das Saxena (Neeraj)
Composer: Instant Karma / Shankar Jaikishan
Album: The Dance Masti Collection
Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))
Tu jahaan, aaya hai, wo tera
Ghar nahin, gaanv nahin
Galli nahin, kucha nahin
Rastaa nahin, basti nahin
Duniya hai..
Aur pyaare
Duniya yeh ek circus hai
Aur is circus main
Bade ko bhi, chote ko bhi
Gadhe ko bhi, Ghode ko bhi
Pathle ko bhi, mote ko bhi
Neeche se oopar ko
Oopar se neeche ko
Aanaa jaana padta hai
Aur ring master ke ghode par
Ghoda jo bhookh hai
Ghoda jo paisa hai
Ghoda jo kismat hai
Tarah tarah naach kar
Dikhanaa yah padtha hai
Baar baar rona aur
Gaanaa yahaa padtha hai
Hero se…
Hero se joker ban jaana padtha hai
Aye bhai
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))
Girne se darta hai kyoon
Marne se darta hai kyoon
Tokkar tu jab tak na khaayega
Paas kisi gham ko na
Jab tak bulaayenge
Zindagi hai cheez kya
Nahin jaan paayega
Rotha hua aayaa hai
Rotha chalaa jaayegaa
Aye bhai
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))
Kyaa hai kharishma
Kaisa khilvaad hai
Jaanvar aadmi se
Zyaada wafaadaar hai
Khaatha hai ghoda bhi
Rehtha hai bhookha bhi
Phir bhi wo maalik par
Kartaa nahin waar hai
Aur insaan ye..
Maal jis ka khaata hai
Geet jis ke gaattha hai
Uske hi seene main
Bhokta kataar hai
Aye bhai
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))
((Aye bhai zara dekh ke chalo
Aage hi nahin, peeche bhi
Daayen hi nahin, baayen bhi
Oopar hi nahin, neechen bhi
Aye bhai))