Song: Bhoola Tujhe
Artiste(s): Rashid Ali
Lyricist: Abbas Tyrewala
Composer: A.R. Rahman
Album: Blue
Bhoola tujhe, kaise kahaan
Hua tujhse kab judaa
Yaa khudaa..
Hasun ya main, roun batha
Hui mujhse kyaa khathaa
Kya gunaah,
Mere khudaa…
Yehi hai jo maalik teri razaa
Meri aasmaayish hai ya sazaa
Hayaat qayaamat ki ya hai qazaa
Mere khudaa
((Bhoola tujhe, kaise kahaan
Hua tujhse kab judaa
Yaa khudaa..))
Pyaare khudaa..
Pyaare khudaa..
Bach koi, khud se bhi
Bache na wo, kismat se
Bacha tho woh, bas teri azmat se..
Dher se, ki dua
Dil se pehli baar yeh aayi hai
Mere pyaare khudaa
Mere pyaare khudaa
((Bhoola tujhe, kaise kahaan
Hua tujhse kab judaa
Yaa khudaa..))1
((Hasun ya main, roun batha
Hui mujhse kyaa khathaa
Kya gunaah,
Mere khudaa…))
((Yehi hai jo maalik teri razaa
Meri aasmaayish hai ya sazaa
Hayaat qayaamat ki ya hai qazaa
Mere khudaa))
((Mere pyaare khudaa
Mere pyaare khudaa))