Meri Zindagi Mein Ajnabee Ka


Song: Meri Zindagi Mein
Artiste(s): Sunidhi Chauhan & Kumar Sanu
Lyricist: Sameer
Composer: Anu Malik
Album: Ajnabee

Naa chaand kaa, naa taaron kaa
Naa phoolon kaa, naa bahaaron kaa
Naa nazaaron kaa, naa ishaaron kaa
Naa apnon kaa, naa begaanon kaa

Meri zindagi main
Ajnabi ka intezaar hai
Main kyaa karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai

Woh ajnabi, jaanaa pehchaana
Sapnon main uska, hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye
Dil ye mera beqaraar hai

(Meri zindagi main
Ajnabi ka intezaar hai
Main kyaa karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai)

(Woh ajnabi, jaanaa pehchaana
Sapnon main uska, hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye
Dil ye mera beqaraar hai)

((Meri zindagi main
Ajnabi ka intezaar hai
Main kyaa karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai))

Khushbuvon ki gali main
In hawaaon main dekha
Maine chehraa uskaa
Dilkash fizaaon main dekha

Oh, bekhayaal karta hai
Woh bada deewaana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqaana hai

(Bekhayaal karta hai
Woh bada deewaana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqaana hai)

((Woh ajnabi, jaanaa pehchaana
Sapnon main uska, hai aana jaana))

((Aa ajnabi, tere liye
Dil ye mera beqaraar hai))

((Meri zindagi main
Ajnabi ka intezaar hai
Main kyaa karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai))

Ab tho uske liye hi
Raat bhar jaagthi hoon
Aaye ghadiya milan ki
Yeh duaa maangthi hoon

Ho.. jaaneman mohabbat main
Faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai
Chaar din ki doori hai

(Jaaneman mohabbat main
Faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai
Chaar din ki doori hai)

((Woh ajnabi, jaanaa pehchaana
Sapnon main uska, hai aana jaana))

((Aa ajnabi, tere liye
Dil ye mera beqaraar hai))

((Meri zindagi main
Ajnabi ka intezaar hai
Main kyaa karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai))

((Woh ajnabi, jaanaa pehchaana
Sapnon main uska, hai aana jaana))

((Aa ajnabi, tere liye
Dil ye mera beqaraar hai))

((Meri zindagi main
Ajnabi ka intezaar hai
Main kyaa karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai))

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s