Song: Ghere
Artiste(s): Vivek Hariharan & D’Evil
Lyricist: Vayu
Composer: Parag Chhabra
Album: An Action Hero
Bheje main pehle koi
Dang dang vajjdi hai
Hawaa main goonjthe hain rang kayi
Chup se paani main jo
Kankad pad gaya
Chipi lakeerein chal padi
Arre din kahin dooba hai
Huyi kahin subaah hai
Duniya chalti hai circle pe
Sar jo yeh uttaa hai
Garda hi machaa hai
Dhadkanon ki jaise hulchul pe
Dard hi dawaa hai
Apna hi nashaa hai
Jee le zindagi mar mar ke
Sabko main nachaa ke
Rakh doonga hilaa ke
Ab na rehna hai dar dar ke
Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
Ghere hain
GO
Aasmaan ke taare saare jhar gaye
Jugnuon ne kari roshni hai
Susth the jo saale din wo guzar gaye
Jaagi hai sansani
Arre aag ne chuaa hai
Uth rahaa dhuaan hai
Laawa nikla hai patthar se
Raasta naya hai
Ab ban gayaa hai
Paaniyon se kat karke
Saamne jo aaye
Kaam se wo jaaye
Chote chal thoda bach karke
Zid se hoon bhara main
Bijli sa giraa main
Baadalon se aise phat karke
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj))
Ghere hain
Sawere se zyaada andhere main
Dikhte hain chehre pe
Gaav bade gehre chattan toot
Jaate hain
Hum to heere hain
Koyle main palle hain
Phir bhi jee rahe hain
Ladenge tho shaan se imaan hai apna
Ladne se darte nahin, kaam hai apna
Raath tho hai ghere main
Akele hi jheelenge
Zaroor khelenge time hai apna
((Arre din kahin dooba hai
Huyi kahin subaah hai
Duniya chalti hai circle pe
Sar jo yeh uttaa hai
Garda hi machaa hai
Dhadkanon ki jaise hulchul pe))
((Dard hi dawaa hai
Apna hi nashaa hai
Jee le zindagi mar mar ke
Sabko main nachaa ke
Rakh doonga hilaa ke
Ab na rehna hai dar dar ke))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj ghere main))
((Ghere main ghere main
Ghere main ghere main
Rakh li raat aaj))
Ghere hain
Ghere hain