Song: Tujhko
Artiste(s): Arijit Singh & Sunidhi Chauhan
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: Pritam Chakraborty
Album: Cocktail 2
Hmm…
Hm…
O..
Jeena ki hai, tu hi wajah
Jeenaa tere liye
Main kya kahoon, ke yaar tu
Hai kya, mere liye
Zamaane main kahin, meri Tarah kabhi
Chaahega na koi, tujhko…
Jaise maine diya, waise poori Tarah
Dil dega na koi, tujhko…
Tujhko…
Jab se mila tujhko
Tujhko…
Maanaa jahaan tujhko
Subah ki saari furtiyaan
Bekhudi har shaam ki
Na ho tere saath main
Toh mere kis kaam ki
Utte jo mera har khadam
Tere sang shuruvaat main
Haath daale haath main
Fiqr kyaa anjaam ki
Mujh main zyaada ab tu hi hai
Jitna main hoon, woh kyun hi hai
Kuch aisaa kar main dhoodoon bhi toh
Paavoon na khud ko
Tu hi toh aasmaan, tu hi meri zameen
Maana hai zindagi, tujhko…
Bin maange har dua (bin maange har dua)
Poori hui meri
Paaya jo humnasheen, tujhko
((Tujhko…
Jab se mila tujhko
Tujhko…
Maanaa jahaan tujhko))
Galtiyaan bhi teri
Main gawaaraa karoon
Yeh khataa hi sahi,
Par dobaaraa karoon
Kya karoon sarphira
Ishq hi hai mera
Is haar ka yahi
Tareeqaa hai mera
Aankhon ki hai, tu Roshni
Tu hi toh khwaab hai
Main hoon agar, sawaal toh
Tu hi jawab hai
((Zamaane main kahin, meri Tarah kabhi
Chaahega na koi, tujhko…
Jaise maine diya, waise poori Tarah
Dil dega na koi, tujhko…))
Tujhko ….
Tujhko….
Tujhko…
Tujhko.. maana jahaan tujhko…