A Complete Journey Through Music
Song: Paisa
Artiste(s): Vishal Dadlani
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: Ajay-Atul
Album: Super 30
Teri zindagi ko zindagi banaane aaya paisa
Be-rangi duniya ko rangeen banaane aaya paisa
Andhere kamron main batti jhalaane aaya paisa
Sapne tere sache karke dikhaane aayaa paisa
Din tere bhi jeene ka aayaa hai
Jo chaaha tha tune woh paayaa hai
Sab paison ki leela hai, maayaa hai
Patjhad ka bhi mausam laa de saawan jaisa
((Teri zindagi ko zindagi banaane aaya paisa
Be-rangi duniya ko rangeen banaane aaya paisa
Andhere kamron main batti jhalaane aaya paisa
Sapne tere sache karke dikhaane aayaa paisa))
Jo tere shaunk hai
Shuank se aaj poore karle sabhi
Baaki na rah jaaye kuch qasar
Aage ka tera lambaa hai zafar
Yahaa se nahin dekhega tu peeche mudke kabhi
Jo kabhi bin padde
Faad ke fenktha tha arzi teri
Zamaana badlaa hai woh brother
Karega ab se teri kadar
Puri naa sahi aadhi tho maanega marzi teri
Hum tere tu peeche chod aayaa hai
Aur muskuraana tujhe aayaa hai
Sab paison ki leelaa hai maayaa hai
Baaraah ko bhi dekho laage baavan jaisa
Tere jeevan ke chakke ghumaane aayaa paisaa
eri bekaari ke chukke chudaane aaya paisaa
Andhere kamro main batti jalaane aayaa paisaa
Sapne tere sache karke dikhaane aayaa paisaa