Fiqrana


Song: Fiqrana
Artiste(s): Vijay Prakash & Shreya Ghoshal
Lyricist: Rajat Arora
Composer: A.R. Rahman
Album: Blue

Fiqraana hoke hum jiye
Khaamaakha hum jiye na kyoon
Beparwah hoke hum jiye
Khaamaakha hum jiye na kyoon

Fiqraana hoke hum jiye
Khaamaakha hum jiye na kyoon
Beparwah hoke hum jiye
Khaamaakha hum jiye na kyoon

Jeethe hai ad ad adke hum
Fiqr hai fur fur fur se hum
Mitr hai rom rom rom se hum
Chakde hai dum dum dum se hum

Mehakthe gulzaaron main hum
Chamakthe sitaaron main hum
Dehakthe angaaron main hum
Lehakthe hawaavonmain hum
Yeh fiqraanaa…
Yeh fiqraana.
Ho yeah fiqraanaa
Ye fiqraaana
Hohoho

Hai qaatil apni rangat
Hai shaatir apni sangat
Thode se hum hai deewaane
Yahin hai apni daulath

Main poori kar loon hasrat
Na mann ki saari mannat
Mujhe koyi rok nahin tok nahin
Main mann maanaa

Pooch shuru sukoon main sharaara
Main mazaa sazaa gawaaraa
Yeh pagaledil o ishq ka maara

Hone de yeh mulaqaatein,
Thode din thodi si raatein
Sochenge phir ye hum
Chaahenge ya na chahenge hum

((Jeethe hai ad ad adke hum
Fiqr hai fur fur fur se hum
Mitr hai rom rom rom se hum
Chakde hai dum dum dum se hum))

((Mehakthe gulzaaron main hum
Chamakthe sitaaron main hum
Dehakthe angaaron main hum
Lehakthe hawaavonmain hum
Yeh fiqraanaa…
Yeh fiqraana.
Ho yeah fiqraanaa
Ye fiqraaana))
Hohoho

((Hai qaatil apni rangat
Hai shaatir apni sangat
Thode se hum hai deewaane
Yahin hai apni daulath))

Tho kar le sab se qilafat
Tu ban ja meri mohabbat
Jaha se lag jaavunga
Mar jaavunga main mastana

Ho shuru karu ishq badhaana
Jo kare wo lage-e-rab ko paana
Jo chale wo chale apna hai zamaanaa

Hoongi sang dil hamaare
Aasmaan ke ye taare
Milenge tab tum
Haan kar denge na na karenge na hum

((Jeethe hai ad ad adke hum
Fiqr hai fur fur fur se hum
Mitr hai rom rom rom se hum
Chakde hai dum dum dum se hum))

((Mehakthe gulzaaron main hum
Chamakthe sitaaron main hum
Dehakthe angaaron main hum
Lehakthe hawaavonmain hum
Yeh fiqraanaa…
Yeh fiqraana.
Ho yeah fiqraanaa
Ye fiqraaana))

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s