A Complete Journey Through Music
Song: Yaane Yaane
Artiste(s): Rakshita Suresh
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Composer: A.R. Rahman
Album: Mimi
Ik kushkhabri, kaano kaan
Phaili hai haan meri jaan
Jiski ba daulath, jhoom uttaa
Hai dil ka soona makaan
Haye yaani yaani yaani yaani yaani
Aane ko hai ik mehmaan
Haye yaani yaani yaani yaani yaani
Jiski peshagi hai ye muskaan
Haye yaani yaani yaani yaani yaani
Yaani, aane ko hai ik mehmaan
Haye yaani yaani yaani yaani yaani
Haath aayi hai khushiyon ki haan
((Ik kushkhabri, kaano kaan
Phaili hai haan meri jaan))
Karke afzos ko ruksath
Angdaayiyen leti hai kismat
Maalik ki ajeeb hai azmat
Itni jaldi jo huyi hai kubool dua..
Parchaayiyan door hain humse
Ras bhi kahe noor kasam se
Apni umeed ke dum se
Masla har faqar aaj fizool hua
Dil ka mehka hai muhalla
Koocha koocha halla gulla
Main vaari jaavooon allah wallah
Wallah wallah…haa
((Haye yaani yaani yaani yaani))
Yaane jashn ka hai ye farmaan
((Haye yaani yaani yaani yaani yaani))
Jiski peshagi hai ye muskaan
((Haye yaani yaani yaani yaani yaani))
((Yani Yani yani Yaani
Jashn ka hai ye farmaan))
((Haye yaani haye yaani))
((Jiski peshagi hai ye muskaan))
((Haye yaani yaani yaani yaani yaani))
Yaani harek ko hai ek mehmaan
((Haye yaani yaani yaani yaani yaani))
Haan khaayi hai khushiyon ki khaar