A Complete Journey Through Music
Song: Mere Sawal Ka
Artiste(s): Shashwat Singh & Shalmali Kholgade
Lyricist: Shloke Lal
Composer: Pritam Chakraborty
Album: Shehzada
Main pagla gaya
Hoon yeh jaantha
Jo dil ke mohalle main
Tu aa gaya
Mere sawaal ka
Tu hi jawaab hai
Mere sawaal ka
Tu hi jawaab hai
Ye savere savere hi
Khwaab aa gaya
Khul ke jo tu hanse
Meri aankhein na hatten
Tere aane se
Sooraj bhi sharma gaya
((Main pagla gaya
Hoon yeh jaantha
Jo dil ke mohalle main
Tu aa gaya))
Behosh hosh hai
Sab khaamosh hai
Ho.. behosh hosh hai
Sab khaamosh hai
Teri baaton main main
Yeh kahaan aa gaya
((Mere sawaal ka
Tu hi jawaab hai
Ye savere savere hi
Khwaab aa gaya))
Doondoon kahaan koyi aisa jo
Jo samjha bina bole patha tho
Na chanda ko tod ke laye woh
Par chaand ho dil uska
Paisa bhale kam kamaaye woh
Par zoron se daily hansaaye woh
Le baahon main jab ghar aaye woh
Main queen hoon isi ki haan
Waise hoon main badi seedhi saadhi ladki
Par love leke aatha twist
Mile aisa pagla sa mere liye jab
Kahoon kare baarish
Aisa jo mile tho
Never gonna let go
Badi zor se, mohabbat huyi
Bade zor ka tujhpe pyaar aa gayaa
((Mere sawaal ka
Tu hi jawaab hai
Ye savere savere hi
Khwaab aa gaya))
Yeh maan lo ke dil hai ghar tera
Haan yeh maan lo ke dil hai ghar tera
Kiraaya pyaar se chuka dena tum mera
Kaho na rehne kab aaonge
Tumse jo do pal baatein ho meri
Haan tumse jo do pal baatein ho meri
Tho saaraa din baadal hi jaata hai
O jaan meri, bolo gale kab, lagaaoge
Tere aane se, meri aawaargi
Main kehte sabhi hai sudhaar aa gayaa
Chori chipe tumhein
Hoon yaar dekhthi
Chori chipe tumhein
Hoon yaar dekhthi
Saare chehron main chehra tera aa gayaa
((Ho mere sawaal ka
Tu hi jawaab hai
Ye savere savere hi
Khwaab aa gaya))