A Complete Journey Through Music
Song: Jab Tujhe Maine
Artiste(s): Udit Narayan & Sadhana Sargam
Lyricist: Anand Bakshi
Composer: Viju Shah
Album: Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Laa laa laaa
Laa la laalaa aaa…
Jab tujhe maine dekha nahin tha
Is tarah maine socha nahin tha
(Jab tujhe maine dekha nahin tha
Is tarah maine socha nahin tha)
Koi bhi kuch bhi aisa nahin tha
Koi bhi tere jaisa nahin tha
Jab tujhe maine dekha to jaana
Khoobsoorat hai kitna zamaanaa
Khoobsoorat hai kitna zamaanaa
((Jab tujhe maine dekha nahin tha
Is tarah maine socha nahin tha))
((Koi bhi kuch bhi aisa nahin tha
Koi bhi tere jaisa nahin tha))
((Jab tujhe maine dekha to jaana
Khoobsoorat hai kitna zamaanaa
Khoobsoorat hai kitna zamaanaa))
Laa laa laaa
Laa la laalaa aaa…
Yeh hi shehar tha, gulsitaa tha
Ye hi phool the, yeh samaa thaa
(Yeh hi shehar tha, gulsitaa tha
Ye hi phool the, yeh samaa thaa)
Kayi baar guzra main yahaan se
Par mera dil na jaane kahaan tha
Jab tujhe maine dekha nahin tha
Uff yeh mausam hai kitna suhaanaa
Uff yeh mausam hai kitna suhaanaa
Zindagi ki ya koi paheli
Haan yeh raahein thi kitni akeli
(Zindagi ki ya koi paheli
Haan yeh raahein thi kitni akeli)
Main yunhi chali jaa rahi thi
Door manzil nazar aa rahi thi
Jab tujhe maine dekha to jaan
Bas kahin ab nahin mujhko jaana
Haa, bas kahin ab nahin mujhko jaanaa
((Jab tujhe maine dekha nahin tha
Is tarah maine socha nahin tha))
((Koi bhi kuch bhi aisa nahin tha
Koi bhi tere jaisa nahin tha))
((Jab tujhe maine dekha to jaana
Khoobsoorat hai kitna zamaanaa
Aa… Khoobsoorat hai kitna zamaanaa))
((Uff yeh mausam hai kitna suhaanaa))
((Haa, bas kahin ab nahin mujhko jaanaa))